Kabhi Kabhi
Kabhi Kabhi mere dil me khayal aata hai
Ke zindagi teri zulfonki narma chhaw mein gujar na pati, to shadab ho bhi sakti thi
Ye ranj-o-gum ki sihai jo dil pe chhai hai, teri najar ke shiwao me kho bhi sakti thi
Magar ye ho na saka
Magar ye ho na saka aur ye alam hai, ke tu nahi tera gum, teri justaju bhi nahi
Gujar rahi hai hai kuchh is tareh zindagi jaise, ise kisiki sahare ki araju bhi nahi
Na koi rah, na mazil, na roshani ka surag, bhatak rahi ha in andharon mein zindagi meri
Inhi andheron mein rah kabhi kho kar, Mein janata hun meri humnafas,
magar yun hi, Kabhi Kabhi mere dil me khayal aata hai

0 Comments:
Post a Comment
<< Home