Bekhudi

Bekhudi...a state of "not being one's self"

Name:
Location: Boulder, Colorado, United States

What to say...sach hai duniyan waalo ke hum hai anari...

Monday, June 06, 2005

Yein Kaun Chitrakar hai!

Last two weekend I have been going around very beatiful parts in Colorado. This song from old movies is an appropriate tribute to the beauty of nature!

Hari hari Vasundhara, Neela Neela ye Gagan, Neela Neela ye Gagan...
Hari hari Vasundhara pe Neela Neela ye Gagan...
Ke jispe badalo ki palaki hai ida raha pawan
Dishaye dekho rangbhari, Chamak rahi umang bhari
Ye kisne phool phool pe.....kiya singar hai..

Ye kaun chitrakar hai...Ye kaun chitrakar..Ye kaun chitrakar hai...

Tapaswi'yo si hai atala ye parvato ke chotiya..Ye sarp si ghumerdar gherdar ghatiyan..
Dhwajase ye khade hue, hai vriksha Devdar ke...galiche ye gulab ke..bagiche ye bahar ke..
Ye kis Kavi ke kalpana..Ye kis Kavi ke kalpana ka chamatkar hai..
Ye kaun chitrakar hai...Ye kaun chitrakar..Ye kaun chitrakar hai...

Kudrat ki is pavitrata ko tum nihar lo..iske guNoko apne man me tum utar lo..
Chamkalo aaj lalima... apne lalat ki...kan kan se zakati tumhe chhabi virat ki..
Apni to aankh ek hai..usaki hazar hai...usaki hazar hai...
Ye kaun chitrakar hai...Ye kaun chitrakar..Ye kaun chitrakar hai...

0 Comments:

Post a Comment

<< Home